Akshay, aamir, ajay love shayri-superhit film dalogs
Akshay kumar , aamir khan , ajay love shayri-Hit dalogs...Indian movies Fanaa, Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo, Dilwale is famous for its super hit dialogues and shayari Songs . Bollywood movie Fanaa & Ab Tumahre Hawale Watan Saathiyo full of romantic, sad Shayari and love shayri. We are going to share a post on Bollywood Shayari Dialogues said By Aamir khan Dhoom hero , Akshay kumar khiladi action hero , Ajay Devgan and Raj Kumar. You can use these shayri dialogs in whatsapp cheatchat..
Fanaa Movie Shayari and hit Dialogues by Aamir khan
Humse door jaoge kaise, dil se hum mein bhulaoge kaise ... hum woh khushboo hai joh saason mein bastein hai, khud ki saason ko rok paoge kaise..
Tere dil mein meri saanson ko panaah mil jaye ... tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaye
Bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte ... jaam doosron se cheenkar hum piya nahi karte ... unko mohabbat hai toh aakar izhaar karen ... peecha hum bhi kisika kiya nahi karte
Pani se pyaas nah bhuji toh maikhane ki taraf chal nikla ... soocha shikayat karoon teri khuda se ... par khuda bhi tera aashiq nikla
Aag suraj mein hoti hai, jalna zameen ko padta hai ... mohabbat nigahein karti hai, tadapna dil ko padta hai
Kehte hai pyar mein neend udh jaati hai ... koi humse bhi mohabbat kare ... kambhakt neend bahut aati hai
Shayari Dialogues by Akshay Kumar in Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo
Mana ki tu ek insaan hai sari duniya ke liye , magar sari duniya hai kisi ek insaan ke liye
Hoon main parwana magar koi shamma toh ho raat toh ho , jaan dene ko hoon haazir, koi baat toh ho
Mohabbat rang lati hai jab dil se dil milte hai , mushkil toh yeh hai, ki dil badi mushkil se milte hai
Tirchi nigaahon se na dekh aashiq-e-dilgir ko , kaise teerandaz ho tum, zara seedha toh karlo teer ko..
Ab ke saawan mein yeh shararat hamare saath hui , hamara ghar chodke saare shehar mein barsaat hui
Kiski majaal joh chede dilair ko ... gardish mein gher lete hai geedar bhi sher ko
Shayari Dialogues by Ajay devgan In Dilwale
Hum mein toh apno ne loota, gairon mein kahan dum tha ... meri kishti thi doobi wahan, jahan pani kam tha
Pyar mein sauda karne ki aadat in aamiron ki ... jaan le leti hai hum jaise gareebon ki
Tirangaa Movie Shayari Dialogues by Raj Kumar
Na talwaar ki dhaar se, na goliyon ki bauchaar se ... banda darta hai toh, sirf parvar digaar se

Fanna |

Ab tumhare hawale watan sathiyo |

No comments