Header Ads

Ajay devgan emraan randeep dialogues

Once upon a time in mumbai is a gangster film directed by Milan Luthria and produced by Ekta Kapoor and very popular for its dialogues by ajav emraan and randeep 







ajaydevgandialogues
ajaydevgandialog

Dialogue By Ajay Devgan : Main un cheezon ki smuggling karta hoon, jinki ijaazat sarkar nahi                             deti ... un cheezon ki nahi, jinki ijaazat zameer nahi deta
:Dua mein yaad rakhna
:Jinki manzilein ek hoti hai ... woh raaston par hi toh milte hai
:Hamari tasveerein kheench ke apni dukaan mein laga lena ... kabhi zaroorat                                    padhe, toh dono mein se ek bhagwan chun lena
: Main apne kaam karne ka tareeka badal raha hoon ... tevar nahi
:Kashti leharon se takrayegi ... toh hi kinaare naseeb honge
:Joh apne beete huye kal se bhaagta hai ... woh zindagi ki race kabhi nahi jeetta
:Jab dost banake kaam ho sakta hai ... toh phir dushman kyun banaye?
:Joh apni maa ki izzat nahi karte ... main unka baap bankar aata hoon
:Jaise tu hua tha ... upar waale ki dua se, thodi mehnat se ... aur bahut sari lagan se



emrandialogs
emraandialog


Dialogue by Emraan Hashmi :Aadmi tabhi bada banta hai ... jab bade log usse milne ka intezaar kare
 : Zindagi ho toh smuggler jaisi ... sari duniya raakh ki tarah neeche aur khud dhuen ke tarah upar
         :Raaste ki parwah karoonga toh ... manzil bura maan jayegi
 :Mushkil toh yeh hai ki main abhi theek tarah se bhigda bhi nahi ... aur tumne sudhaarna shuru kar diya
 :Agar dhanda shanti se karna hai toh ... dhamake toh karne hi padenge
 : Aaj ka kaam kal par choddonga ... toh aaj bura maan jayega


randeepdialogues
randeephoodadialogues


Dialogue By Randeep Hooda : Jurm ke raaste kitne bhi makhmali kyun na hoon ... khatam toh                               jail ke kambal mein hi hote hai
 :Agar kisi cheez ki lat padh jaye ... toh woh lat aadmi ki pehchaan ban jaati hai
 :Garam joshi achchi cheez hai ... lekin agar hadh se badh jaye toh khud ko jaala                             deti hai
 :Gufaa mein andhera kitna hi ho ... kinaare pe roshni zaroor hoti hai
 :Desh se wafaadari kisi ek shaksh se gaddari se kahin zyada badhkar hoti hai

No comments

Powered by Blogger.