Header Ads

king shahrukh khan romantic love dialogs

Here we have posted all Bollywood Romantic hit Dialogues from Sharukh khan popular movies Mohabbatein , Jab tak hai jaan , DDLJ , Chalte Chalte , Baazigar , Baadshah . Om Shanti Om , kabhi alvida na kehna.



Top 20 Dialogues By Sharukh Khan :

My favorite dialogues fron kal ho na ho movie

Naina kaash mein tumhe bataa sakta, mein tumhe kitna chahta hun
I love you, I love you very very much naina
mein aankhe band karta hun to tumhe dekhta hun
aankhe kholta hun to tumhe dekhna chahta hun
tum paas nahi hoti to tumhe charo taraf mehsoos karta hun
har pal har ghadi har waqt merre naina mere naina ko doondate hain
ise pyar kaho paagalpan ya mere dil ki dhadkan
mere liye ek hi baat hai
pyar to bahut log karte hain
lekin mere jaisa pyar koi nahi kar sakta
kyonki kisi ke paas tum jo nahi ho
mein tumhe bhool nahi sakta naina
mein tumhe bhoolna hi nahi chahta
tum meri ho, mein tumhe zindagi bhar pyar karunga
marte dam tak pyar karunga aur uske baad bhi


Dialogue 1 : Duniya mein kitni hai nafratein ... phir bhi dilon mein hai chahatein ... mar bhi jayen pyar waale ... mit bhi jayen yaar waale ... zinda rehti unki mohabbatein

Dialogue 2 : Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaho ... to puri kainath usse tumse milane ki koshish mein lag jaati haiKehte hain agar kisi cheez ko dil se chaho ... to puri kainath usse tumse milane ki koshish mein lag jaati hai.

Dialogue 3 :Main aaj bhi usse utni hi mohabbat karta hoon ... aur is liye nahi ki koi aur nahi mili ... par is liye ki usse mohabbat karne se fursat hi nahi milti

Dialogue 4 : Mohabbat mein shartein nahi hoti ... toh afsoos bhi nahi hona chahiye

Dialogue 5 : Yadhaash bhi kitni ajeeb cheez hoti hai ... kis cheez ko poori zindagi bhoolne ki koshish karo, woh bhoolti nahi ... kabhi ek choti si cheez yaad karne ki koshish karo, toh yaad nahi aati

Dialogue 5 : Maine aaj tak sirf ek hi ladki se mohabbat ki hai ... aur zindagi bhar sirf us hi se karta rahoonga

Dialogue 6 : Pyar dosti hai ... agar woh meri sab se achchi dost nahin ban sakti, to main usse kabhi pyar kar hi nahi sakta ... kyunki dosti bina toh pyar hota hi nahin ... simple, pyar dosti hai

Dialogue 7 : Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai ... har mod aasaan nahi hota, har mod par khushi nahi hoti ... par jab hum zindagi ka saath nahi chhodte ... phir mohabbat ka saath kyun chhodein

Dilogue 8 : Hum ek hi baar jeete hai, ek baar marte hai, shaadi bhi ek hi baar hoti hai ... aur pyar bhi ek hi baar hota hai

Dialogue 9 : Woh hai sabse bura ... woh hum insaano ke saath ajeeb tarah ke khel khelta hai ... woh ek ko doosre se pyar karwata hai, toh doosre ko teesre se, aur teesre ko kisi aur se

Dialogue 10 : Sarhad paar ek aisa shaksh hai ... joh aapke liye apni jaan bhi de dega

Dialogue 11 : Tumhari jaisi ladki ke saath, mere jaise ladke ka hona ... bahut zaroori hai

Dialogue 12  : Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai ... ki har zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai

Dialogue 13) Mujhe darr toh bahut si cheezon se lagta hai ... par sabse zyada darr tumhe kho dene ke khayal se lagta hai

Dialogue 14: Kehdo ki tumhe nahi lagta ki hum dono ek doosre ke liye bane hai ... kehdo ki jab main tumse door jata hoon, tum mujhe palat kar nahi dekhti ... kehdo ki jab main tumhe choota hoon, tumhe kuch nahi hota ... kehdo ki is waqt tum meri baahon mein nahi aana chahti ... ek baar meri aankhon mein dekho aur aakhri baar kehdo ki tum mujhse pyar nahi karti

Dialogue 15: Yaad rakhna ki duniya ke kisi kone mein ek aadmi hai joh bahut khush hai ... kyun ki tum khush ho

Dialogue 16 : Teri aankhon ki namkeen mastiyan ... teri hasi ki beparwah gustakhiyan ... teri zulfon ki lehrati angdaiyan ... nahi bhoolunga main ... jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

Dialogue 17 : Kya tumne kabhi bhi ... ek din ke liye bhi ... ek pal ke liye bhi ... mujhse pyar kiya tha?

Dialogue 18 : Nadi, nadi nahin jismein pani na ho ... hawa, hawa nahi jismein ravani na ho ... woh shaadi, shaadi nahi jismein prem kahani na ho

Dialogue 19 : Mujhe andhar aane ke liye mat kehna ... tumhe na nahi keh paonga ... andhar bhi nahi aa paonga

Dialogue 20 : Agar yeh tujhe pyar karti hai toh yeh palat ke dekhegi ... palat ... palat!

see more dialogs

1 comment:

Powered by Blogger.